Wednesday 6 March 2013

History of Bhangarh Kila

Bhangarh kaa kila Satravi Shatabdi me banvaiya gya tha. Is Kile Kaa Nirman Maan Singh Ke chote Bhai Raja Madho Singh ne Karvaya tha. Raja Madho Singh us waqt Akbar ki militry me garnaul ke pad par tanat the. Us waqt Bhangarh ki population lag-bag 10,000 thi. Bhangarh Alwar Districk me stith h. Yha Ek Sandaar Kila h jho ki bhoat hi vishal Aakrti me tavayr kiya gya h ....

Charo taraph se phadho se ghire is kile me bhatrian silapkalao kaa paryog kiya gya h . Is ke Alava iss me bhagawan Shiv and Hanuman ke Aati prachin tempil h. Is kile me kull paanch (5) get h and saath-saath ek mukhe diwar bhi h .Is kile me tan and magboot pathroo kaa paryog kiya gya h . Atti prachin kaal se yatha stithi me pade h......


 


Ajanta Caves